antardhvani
antardhvani

shabd nahin, bas aawaazein hain.

un logon ke liye jo apni aastha ko parakhna jaante hain.

bhagwan murti mein qaid nahi hai.

aastha chupchap nibhaane ki cheez nahi, samajhne ki cheez hai. sandeh karna koi paap nahi hai. ek naye badlaav ki shuruaat hai. yeh channel khokhle rituals, andhvishwas, aur belagaam satta par sawaal uthata hai. wahi sawaal jo aksar poochne nahi diya jaata aur andha vishwas karne ko kaha jaata hai.

yeh un logon ke liye hai jinhe kabhi poochne ka mauka nahi mila par dimag mein sawaal aaj bhi zinda hain.

founder — sachin sharma aur jaanein →